Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTasveer Banata Hoon Teri Khoon
HomeTasveer Banata Hoon Teri Khoon
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti ik khwaab sa dekha hai taabeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti bedard muhabbat ka itna sa hai afsana bedard muhabbat ka itna sa hai afsana nazaron se mili nazaren main ho gaya deewana ab dil ke bahalne ki tadbeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao tarsi huyi aankhon ko phir shaqal dikha jaao mujhse to meri bigdi taqdeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon
Tasveer Banata Hoon
tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se dekha hai tujhe maine mohabbat ki nazar se arre mohabbat ki nazar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se jitne bhi mile rang wo sab bhar diye tujh mein haaye bhar diye tujh mein ik rang e wafa aur hai laaun wo kidhar se are laaun wo kidhar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se saawan teri zulfon se ghata maang ke laya haaye mang ke laya bijali ne churayi hai tadap teri nazar se are tadap teri nazar se main dil mein bulakar tujhe rukhsat na karoonga haaye rukhsat na karoonga mushkil hai tera laut ke jaana mere ghar se are jaana mere ghar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se
tasveer e mohabbat thi jismein humne wo sheesha tod diya tod diya tod diya ho o o o o humne wo sheesha tod diya tod diya tod diya hans hans ke jeena seekh liya ghut ghut ke marna chhod diya chhod diya chhod diya aa aa aa aa ghut ghut ke marna chhod diya chhod diya chhod diya phir hai jhankaar wohi phir hai bazaar wohi phir hansi shaam wohi phir mera kaam wohi phir hansi shaam wohi phir mera kaam wohi yaa dil ke tukde kar daale yaa dil ko dil se jod diya jod diya jod diya ho o o o o yaa dil ko dil se jod diya jod diya jod diya dil ki aawaaz hai kya ho oo oo jaane ye raaz hai kyaa dil ki aawaaz hai kya jaane ye raaz hai kya aaj samjhe to koi humse puchhe to koi humse puchhe to koi yaa khud hi muhabbat toot gayi yaa humne pyaar tod diya tod diya tod diya ho o o o o hans hans ke jeena seekh liya ghut ghut ke marna chhod diya chhod diya chhod diya pyaar ka naamo nishaan aaj duniyaa mein kahaan pyaar ka naamo nishaan aaj duniyaa mein kahaan dil ko jab thes lagi aayi
tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum nain kiye neeche neeche rahun tere peechhe peechhe chalun kisi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil jhuke jahaan palken teri khule jahaan zulfen teri rahun ussi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein toofan
tasveer teri dil mera behla na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi ye teri tarha mujhse to sharma na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi main baat karunga to ye khamosh rahegi seene se laga lunga to ye kuchh na kahegi main baat karunga to ye khamosh rahegi seene se laga lunga to ye kuchh na kahegi aaraam wo kya degi jo tadpaa na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi ye aankhen hain thehri huyi chanchal wo nigaahen ye haath hain sehme huye aur mast wo baahen ye aankhen hain thehri huyi chanchal wo nigaahen ye haath hain sehme huye aur mast wo baahen parchhayin to insaan ke kaam aa na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi in honthon ko faiyaz mein kuchh de na sakunga is julf ko main haath mein bhi le na sakunga in honthon ko faiyaz mein kuchh de na sakunga is julf ko main haath mein bhi le na sakunga uljhi huyi raaton ko ye suljha na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi tasveer teri dil mera behla na sakegi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tasveer Banata Hoon Bara-dari (1955) 03:31 12834
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Chadrashekhar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 12834   

Tasveer Banata Hoon Jagjit Singh 06:03 38316
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad, Deepak Pandit
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:03   Song Number : 38316   

Tasveer Banata Hoon Teri Khoon Deewana (1952) 03:10 31000
 
Poster of Deewana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suraiya, Suresh, Madan Puri
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:10   Song Number : 31000   

Tasveer E Mohabbat Sunghursh (1968) 04:18 32142
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayantimala
Duration : 04:18   Song Number : 32142   

Tasveer Teri Dil Mein Maya (1961) 04:30 11875
 
Poster of Maya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mala Sinha
Duration : 04:30   Song Number : 11875   

Tasveer Teri Dil Mera Behla Na Sakegi Talat Mahmood 03:23 32942
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:23   Song Number : 32942